Net_diksha For You _ Learn and Grow.online learning.

Sunday, June 6, 2021

 

Why Nrega (Job) card payment not showing on a bank account

Many Manrega job cardholders have this question why job card balance not showing on a bank account.

It only showing on Nrega website when people check online.

Job card blance

Mgnrega job card (NREGA) or Job card Main Kaise scam or ghotala Kiya jata hai.


Yadi aap ke MANREGA card ki passbook mein payment credited Dikhta Hai, aur aapke bank account mein Paisa Nahin Aata Hai tu a Man Ke ChaliYe aap ke job card ke paisa aur koi utha le raha hai . ISI ke bare mein video mein aapko detail mein aap ko bataenge.

aapke job card mein, Hazari Lagaya ja raha hai aur aur aapke hajri ki Paisa bhi credit dikha raha hai,
aur aapke job card ke paisa Kisi Aur bank account mein transfer Kiya ja raha hai,

Iske vajah se aapke job card ki balance aapke bank account mein de Nahin Dikhta Hai.

Iske liye aapke grampanchayat office per jakar Aadhar card aur Bank account number ko sambandhit Adhikari ko update karne ke liye Bole.

Ek Bar aapke aadhar card or bank account aapke job card ke sath verify ho jata hai to , Iske bad Iske bad Jab Bhi aapka naam mein job Karte ki kam ki entry ho jaega to Fir aapke bank account mein Paisa bhi a jaega. Bistarit janne ke liye niche video ko Jarur Dekhen.













Follow Us













1 comment:

/>